Sunday, August 14, 2011

Aarakshan@ Jha ko to lagtaa hai ki Bharat ke moolniwasi tatti hi saaf karne waale nazar aate hain. Yaa shayad wo batana nahin chaahta ki Bharat mein Swarnkaar, Vaigyanik, Alchamist, Shilpkar, Dastkaar, Kisan, Charmkaar, Bunkar, jyadaa tar yahin ke moolniwasi hue hai hai. Unka banayaa Dhamm Asoak ka lauh stambh aaj bhi binaa jang khaye waise-ka-waisaa hi sthapit hai. Brhamanon ne seekhaa hi kya hai rajnaiti karne ke.

No comments:

Post a Comment