Saturday, August 13, 2011

@Aarakshan-Mayavati ji ke pita ka nam ka bhi istmal kiya gaya- Pprabhu Dayal mukhyemantri. 'Yeh film Daliton Adiwasiyon aur Pichharon ka apmaan hai. Samaj ke picchare warg ko Brhamin film mein kaam karne waalon ne paise ke liye istemaal kar ke desh mein shadyantra rachaa hai. Isase deh hinsaa ki aag mein bhi jal saktaa thaa jis-se desh ka nuksaan hotaa. Aise desh drohiyon ko jel mein band kar ke is film ko rokaa jaye

No comments:

Post a Comment